Insan Main thakan ki wajha sir need ki kami nahi balkay chand aur asbab hain jis ki wajha say insam thakan ka shikar hota hai wo ye hain
- Thakan kay khof say warzish chor daina
- puri tarha pani (Water ) na pina
- Iron ka mukamil istimal na hona
- apnay ap ko complete insan samajhna yani apni himmat say ziyada kam karna
- kisi kam ko rai ka pahar bana laina
- koi bhi off day ap complete rest karain
aur sunday walay din dair tak na soin
Early to bed and eary to rise ki misal per amal karain jo ap ko healthy , wealthy and wise banay ga
thanks

No comments:
Post a Comment